Main Tumhara – Dil Bechara | Sushant, Sanjana |A.R. Rahman

Main Tumhara – Dil Bechara | Official  | Sushant, Sanjana |A.R. Rahman|Jonita, Hriday|Amitabh B 

Main Tumhara – Dil Bechara  | Sushant, Sanjana |A.R. Rahman
Song : Main Tumhara
Singer : Jonita Gandhi, Hriday Gattani 
Lyrics : Amitabh Bhattacharya 
Music Supervisor : Hriday Gattani Hiral Viradia 
Musician Flute : Naveen Kumar

Main Tumhara Lyrics

Tum Na Huye Mere Toh Kya
Hmm Tum Na Huye Mere Toh Kya
Main Tumhara, Main Tumhara
Main Tumhara Raha
Mere Chanda Main Tumhara Sitara Raha

Rishta Raha Bas Ret Ka
Aye Samandar Main Tumhara Kinara Raha
Main Tumhara, Main Tumhara, Tumhara Raha
Tum Na Huye Mere Toh Kya

Tu Hi Pehli Guzarish Hasrat Bhi Tu Aakhri
Maahi Mere Masiha Marzi Bata Kya Teri
Main Tumhara, Main Tumhara
Main Tumhara Raha
Mere Chanda Main Tumhara Sitara Raha

Main Jado Ke Mahine Ki Tarah
Aur Tum Ho Pashmine Ki Tarah
Main Diwaron Ki Tarah Hoon
Tum Jaise Ho Dareecha
Main Bageecha Jo Tum Ne Seencha

Tum Na Huye Mere Toh Kya
Hmm Tum Na Huye Mere Toh Kya
Main Tumhara, Main Tumhara
Main Tumhara Raha
Mere Chanda Main Tumhara Sitara Raha

Rishta Raha Bas Ret Ka
Aye Samandar Main Tumhara Kinara Raha
Main Tumhara, Main Tumhara, Tumhara Raha
Tum Na Huye Mere Toh Kya

  Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!



Comments